Hakeem danish chummi wale
Kisi Namaz Padhne Wale Ke Aage Se Guzrna Gunah Hai
Hadiso Me Iski Sakht Muman’at Aai Hai
Hadiso Me Iski Sakht Muman’at Aai Hai
HADIS-
Hazrate Abu Juhaim (Radiyallahu T’ala Anhu)
Se Rivaayat Hai Ki
Rasulullah (Sallalahu Alaihi Wasallam) Ne Frmaya Ki
Agar Namaz Pdhne Wale Ke Aage Se Guzrne Wala
Jaan Leta Ki Us Par Kitna Bda Gunah Hai
To Uske Liye 40 Tak Khda Rahna Is Se Behtar Hota Ki
Namazi Ke Aage Se Guzre

Is Hadis Ke Raavi Ne Kahaa Ki Mai Nahi Jaanta Ki
40 Din Frmaya, Ya 40 Mahine, Ya 40 Baras Frmaya
(SAHIH BUKHAARI jild 1 page 189 hadis 510)

ZARURI EHTIYAATE-
>>>
Kuch Logo Ko Dekha Jata Hai Ki Masjid Se Baahar Nikalte Waqt
Jald Baazi Me Namazi Ke Aage Se Guzar Jaate Hai
Esa Hargiz Hargiz N Kre

Namazi Ko Chahiye Ki Jma’at Se Faarig Hone Ke Baa’d
Apni Baaki Rak’ate (Agar Muyssar Ho To) Esi Jagah Padhe Ki
Masjid Se Baahar Niklne Walo Ko Dushvaari N Ho

Dekha Jata Hai Ki Kuch Naadaan Log
Munasib Jagah Hone Ke Ba Vujud Darvaze Ke Aage
Ya
Jo Faarig Ho Chuke Unke Pichhe Hi Namaz Shuru’ Kar Dete Hai
Jis Se Namaziyo Ko Baahar Niklne Me Dikkat Hoti Hai
Aisa Bhi Na Kiya Jaye

Al Garaz N Hum Kisi Namazi Ke Aage Se Guzre
N Esi Jagah Namaz Ada Kre Ki Namaziyo Ko
Baahar Niklne Me Paresaani ho

KHAAS TAAKID-
Qur’aan Ka Tarjama Aur Hadise Paak Ke Msgs Me
Apni Taraf Se Koi Editing Mixing N Kre
Jo Likha Hai Vohi Forward Kre

Allah Ta’ala in saare
masail ko hamen samajhne yaad rakhne aur
usse bhi zyada Amal ki toufiq ataa farmaye Aameen

0 comments: