Thursday, October 2, 2014

Azaan ka sawab

Hakeem danish chummi wale

Azaan Ka Jawab Kese Den
=============== -=======
Jab Azaan ho to humko uska jawab dena
chahiye, aesa karne se jitna sawab azan dene
wale ko mil raha hai utna hi humko bhi milega.

Ek hadees mein aya hai ki agar logo ko azaan
dene ka sawab pata chal jaaye to azaan dene ke
liye ladai hone lage.

Azaan ka jawab is tarah dijiye.

Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar

Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar

Azaan : Ash hadu al lailaha illallah
Jawab : Ash hadu al lailaha illallah

Azaan : Ash hadu al lailaha illallah
Jawab : Ash hadu al lailaha illallah

Azaan : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah
Jawab : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah
(sallallahu alyhiwasallam) ﷺ

Azaan : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah
Jawab : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah
(sallallahu alyhiwasallam) ﷺ

Azaan : Hayya alas salah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil
azim

Azaan : Hayya alas salah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil
azim

Azaan : Hayya alal falah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil
azim

Azaan : Hayya alal falah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil
azim

Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar

Azaan : Lailaha Illallah
Jawab : Lailaha Illallah

Iske baad Azan ke baad ki dua padhiye.
padhne k bad share zarur kare take ye sab to
pata chale

Hazrat Mohammad (sallallahu alyhiwasallam) ﷺ
ne Farmaya he
1. Jo shaks Azan k Waqt Khamosh nahi rehta
MOUT ke waqt us ko KALMA Naseeb nahi hoga

2. Jo shaks AZAN ka 1 Jumla sun kar usay
dohraye to us k
Aamalname me 20 lakh Nekiyan likh di jati hain
Aur Jo koi dusre ko bataye to us k "Aamalname"
me 30 lakh Nekyan likh di jati hain

QAYAMAT ke din to Insan 1 Neki k liye 'tarse' ga
Jab tak ye msg share hota rahega Mujhe
Aur Aap ko is ka Ajar milta rahega.🌿🌿🌿

Madani maswara:- JO AZAN ENGLISH ME LIKHI HAI USE EK BAAR SUNNI AALIM SE CHECK KARA LE AUR MAKHARIZ KI DURUSTAGI K SATH AZAN KA JAWAB DE BARAY KARAM 

Previous Post
Next Post

About Author

0 comments: