Tuesday, October 7, 2014

Kuch islami sawaal jawab

Kuch Islami Sawal Jawab

Sawaal:

Kuch log kehte hai ki Quran parhte parhte baate nahi karni chahiye aur ye bhi kehte hai ki quran ko khula nahi rakhna chahiye warna shaitan use parhta hai ! uski kya haqiqat hai?

Al Jawab:
beshak quran parhte parhte baatein karna mamnu’a hai, woh isliye ki jis waqt hum quran parhte hai tab woh ALLAH ka kalam hota hai, mgar use parhate parhate hum apne kalam ko saath me mila denge tou pura meaning badal jayega. Maslan sura e nisa ki aap 14 aayat parh rahe hai: aur ALLAH aur uske RASOOL ki….. is ke baad achanak hum apna kalam lagadenge tou ye bahot bada gunah ho jayega aur pura meaning change ho jayega. Is liye koi khaas zaroori baat hai ya kisi ne kuch pucha tou aayat ko pehle puri kare phir use se kalaam kare uske baad phir se Bishmillah parh ke quran parhe.

Aur quran khula rakhe tou shaitan parhta hai tou ye bilkul galat zehan hai, jab Bishmillah nazil huwi tab shaitan itna roya jitna pehle kabhi na roya tha. Tou bhala ek aayat se shaitan itna roya tou kya woh quran parhne baithega, agar usne parh liya tou hamare liye tou khushkhbari hogi (magar woh kabhi nahi parhta), ulta ALLAH ke kalam se tou bhagta hai. magar haan quran ko khula rakh kar apne kaam me lag jana quran ki be-adabi hai, is liye agar koi dusra kaam hai tou quran ko band karle phir koi kaam kare.

Sawal: Namaazi Padhne SeKaun Se 7 Inaam Diye Jate Hain"?

Jawaab
1, Rozi Me Barkat
2, Tandurasti or Sihat
3, Nek Aoulaad
4,Khush Haal Ghar
5,Duniya Me Izzat
6,Meidaan e Mehshar Me Jaam e Kausar
7,Aakhirat Me Jannat
Milta He Kiya Namaaz Me
Sajde Me Jaake Dekh

Ya Allah Hame Namaaz Ka Paband Banade or Namaaz Se Muhabbat Ata Farma...AAMIN SUMMA AAMIN..

Sawaal: Rasul Allah Sallallaho Alayhi Wasllam Ke Sone Ka Andaaz Kaisa Bataya?

Jawaab: Jab Aap Sallallaho Sone Ka Irada Farmate To
Apne Sidhe Hath Ki Hatheli Apne Right Wale Rukhsaar Par Rakhte or
Ye Duwa Parhte
Allahumma Bismika Amutu Wahiya
«Me Allah Ka Naam Le Kar Sota Hu or 
Usi Ka Naam Le Kar Pedaar Hota Hu»

Rasul Allah Sallallaho Alayhi Wasllam Jab
Raat Ke Aakhri Waqt Sote To
Sidhi Karwat Par Sote or
Jab Subah Ke Qareeb Qareeb Sote To
Apna Sar Apni Hatheli Par Rakhte or
Baazu Ko Khara Kar Dete

Ref
Tirmizi Shareef

Allah Hame Sunnat Ke Mutabiq Sone Wala or
Sunnat Ke Mutabiq Zindagi Guzarne Wala Banaye

AAMIN SUMMA AAMIN

Sawaal? AAYAT ULL KURSI Quraan Ki Sab Se AZEEM Aayat Hai?

Jawaab: Is Aayat Me Shuroo Se Lekar Aakhir Tak Tauheed Ka Bayaan He
Balke Aisa Bhi Keh Sakte He Ke
Tauheed Ki 3 Qismo Ka Bayaan He
1 Tauheed e Rabubiyat
2 Tauheed Uluhiyat
3 Tauheed Asma or Sifaat

Aayat ul Kursi Ki Fazilat Me Bahut Sari Ahadis Aai He

Is Liye Hamesha Is Aayat Ko Yaad Kar Ke Is Ko Parhne Ka Ma'amool Banao

Allah Amal Ki Taufeeq De

AAMIN SUMMA AAMIN

Sawaal: Nakhun katna Kisa Hai?

Jawaab: Hazrat Sayyiduna Humaid bin Abdur Rehman radiyallahu anhu ne apne walid se riwayat ki hai ke farmaya jho sakhs juma'a ke din apne nakhun katata hai ALLAH Ta'ala us se bimari nikal kar shifa dakhil kar deta hai.

[Musannaf Ibne-Abi Shaibah, Jild 2, Page No. 65, Dar-ul-Fikr Beirut]

Pyare Aaqa (S.A.W) Ke Liye Yeh Shayari Aap Har Waqt Gun Gunayiye, Agar Aap Pyare Aaqa Ke Chahne wale Hain.

Bulbul Ko Phool, Shama Ko Parwana

Chahiye,

Hamko Rasool-e-Paak Ka Deewana

Chahiye,

Zikr-e-Nabi Se Rooh Ko Garmana

Chahiye,

Jab Unka Naam Aaye, Tadap Jaana

Chahiye,

Jo-Jo Bhi Karte Hain Mere Aaqa Ki

Buraayi,

Unko To Paida Hote Hi Mar Jaana

Chahiye……


Aur Bhi Khuch Islami Sawal Jawab

Q)73 Firqo Me Wo Kon Sa Firqa Hai,

JoHaq ParHai, Aur Jannati Hai..Aur us

KiHaq Par Hone Ki Dalil Kiya Hai.

(A)Sidha Sa Jawab Hai..Jo Bhi AQAA

sallallahu alaihe wasallam Aur

Sahabiyo Ke Tariqe Par Hoga.

un Hazrat Me Sahabyo Ki Tarhan

Sahibe Karamat Hazrat(Auliya

Allah)Honge...

Bager Hubbe Rasool Aur Hubbe Ahle

Baith Koi Sahibe Karamat(Auliya Allah)

Nahi Ho Sakta

Aab Aap Dekh Lain Allah Kis Jamaat Me

Se 1434 Salo Me Apne Mehbub Bando

Ko Chunta Hai Aur Wun Ko Sahibe

Karamat (Auliya Allah)Banata Hai.

Yaqinan Ahle Sunnat Wal Jamaat...

Shirk Aur Biddat Ki Baate Karke Logo

Me Jihalat Phelane Walo Ko Jawab Do

Allah Shirk Aur Biddat Phelane Walo Ki

Jamaat Me Se ApneMehbub Bando

(Auliya Allah) Ko Nahi Chunta Hai...

Batil Firqo Me Koi 1 Sahibe Karamat

(Auliya Allah) Dikha Do...My Challenge

To All

(Q)Kabhi Koi Gustakh e Rasool Sahib e

Karamat(Auliya Allah) Hoa Hain (No)

(Q)Kabhi Koi Gustakh e Ahle Baith

Sahibe Karamat(Auliya Allah) Hua Hain

(No)

(Q)Kabhi Koi Gustakh e Sahabi Sahib e

Karamat (Auliya Allah)Hua Hain(No)

(Q)Kabhi Koi Gustakh e Auliya Allah

Sahib e Karamat (Auliya Allah)Hua Hain

(No)

(A) No Never.......... My Challenge To All

Koi 1 Nam Sabit Kar Do

Na Hua Hain Aur Na Hi Ho Sakte

Hain.....Aab Aap Faisla Karen Aur In Ki

Namazo Ke Dokhe Me Na Ayen..

Hazrat Huzaifa (RadiAllah Anho) se

rivayat hai ke RasoolAllah (sallalLaho

Alehy wasallam) ne Irshad

farmaya-"Allah ta'ala nahi kubul

farmata

Badmazhabo ki Namaze, roze , zakat

unka hajj, umra ,jihad nafil or

sunnate..Badmaz hab Islam se ese

nikalte

jese teer kaman se".

[ Ibne Maja

Previous Post
Next Post

About Author

0 comments: